A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Recently Lyrics Updated

ATIF ASLAM – TU JAANE NAA LYRICS


CHORUS
Kaise btaayein kyun tujhko chahe yaara bata na paaye
Baatein dilo ki dekho jo baaki aankhein tujhe samjhaye
Tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na

Milke bhi hum na mile tum se na jaane kyun
Meelon ke hai faasle Tum se na jaane kyun
Anjaane yeh silsale Tum se na jaane kyun
Sapne hai Palkon tale tum se na jaane kyun...

Kaise batayein kyun tujhko chahe yaara btaa na paaye
Baatein dilo ki dekho jo baaki aankhein tujhe samjhaye
Tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na

VERSE I
Aaa...
Nigahon mein dekho meri jo hai bas gaya
Woh hai milta tumse hubahu
Ooo jaane teri aankhein thi ya baatein thi wajah
Huye tum jo dil ki aarzoo
Tum paas ho ke bhi tum aas ho ke bhi
Ehsaas ho ke bhi apne nahi aise hain
Humko gile tumse na jaane kyun

CHORUS
Meelon ke hain faasle tum se na jaane kyun
Tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na

Tooo jaane na jaane na jaane na... aaa tu jaane na...

VERSE II
Khayalon mein lakhon baatein yun tu keh gaya
Bola kuch na tere samne
Ooo huea na be-gaane bhi tum hoke haar ke
Dekho tum na mere hi bane
Afsos hota hai dil bhi yeh rota hai
Sapne sanjota hai pagla hua soche yeh
Hum the mile tumse na jaane kyun

CHORUS
Meelon ke hain faasle tum se na jaane kyun
Anjaane hai silsale Tum se na jaane kyun
Sapne hai Palkon tale tum se na jaane kyun
Kaise btaayein kyun tujhko chahe yaara btaa na paaye
Baatein dilo ki dekho jo baagi aankhein tujhe samjhaye
Tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na

Tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na

ATIF ASLAM – PEHLI NAZAR MEIN LYRICS


Pehli nazar mein
Kaise jaado kar diya
Tera ban baita hai
Mera jiya
Jaane kya hoga
Kya hoga kya pata
Is pal ko milke
Aa jee le zara

Mein hoon yahan
Tu hai yahan
Meri bahon mein aa
Aa bhi ja
O jaan-e-jaan
Dono jahan
Meri bahon mein aa
Bhool Ja aa

O jaan-e-jaan
Dono jahan
Meri bahon mein aa
Bhool Ja aa

Baby i love u, baby i love you, baby i love you, baby i love you ... so..
Baby i love u
Oh i love u
I love u
I love u so
Baby i love u

Har dua mein shamil tera pyaar hai
Bin tere lamha bhi dushwar hai
Dhadhkon ko tujhe se hi darkar hai
Tujhse hai rahtein
Tujhse hai chahtein

Har dua mein shamil tera pyaar hai
Bin tere lamha bhi dushwar hai
Dhadhkon ko tujhe se hi darkar hai
Tujhse hai rahtein
Tujhse hai chahtein

Tu jo mili ek din mujhe
Mein kahin ho gaya lapata

(O jaan-e-jaan
Dono jahan
Meri bahon mein aa
Bhool Ja aa ) ..... 2

(Kar diya Deewana dard-e-Kash ne
Chain cheena isqh ke ehsaas ne
Bekhayali di hai tere pyaas ne
Chaya suroor hai
Kuch to zaroor hai) ..... 2

Yeh dooriyan
Jeene na de
Hal mera tujhe na pata

(O jaan-e-jaan
Dono jahan
Meri bahon mein aa
Bhool Ja aa) ..... 2

Baby i love u, baby i love you, baby i love you, baby i love you ... so..
Baby i love u
Oh i love u
Baby I love u

I love u...

ATIF ASLAM – TAJDAR-E-HARAM LYRICS


Kismat mein meri chain se jeena likhde
Doobe na kabhi mera safeena likh de
Jannat bhi gawara hai, magar mere liye
Aye Kaatib-e-Taqdeer, Madina likhde

Tajdar-e-Haram, ho Nigaah-e-Karam (x2)
Hum ghareebon ke din bhi sanwar jayenge

Haami-e-bekasaan, kya kahega jahan (x2)
Aapke dar se khaali agar jayenge

Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram

Koi apna nahi gham ke maaray hain hum (x2)
Aapke dar pe faryaad laaye hain hum
Ho Nigah-e-karam, warna chokhat pe hum (x2)
Aapka naam le le ke mar jaayenge

Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram

Kya tumse kahoon aye Arab ke Kunwar
Tum jaanat ho mann ki battiyaan
Dar-e-furqat toh aye ummi-laqab
Kaate na kat ti hai ab rattiyaan
Turi preet mein sudh budh sab bisri
Kab tak rahegi yeh beqabri
Gaahe ba-figan duzdeedah nazar
Kabhi sun bhi toh lo hamri battiyaan
Aapke darr se koi na khaali gaya (x2)
Apne daaman ko bhar ke sawaali gaya
Ho habeeb-e-hazin (x2) par bhi Aaqa nazar
Warna auraq-e-hasti bikhar jayenge

Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram

Maikashon aao aao Madine chalen
Aao Madine chalen, Aao Madine chalen
Isi mahine chalen, Aao Madine chalen

Tajalliyon ki ajab hai fizaa Madine mein
Nigah-e-shauk ki hai inteha Madine mein
Gham-e-hayat na khauf-e-kazaa Madine mein
Namaz-e-ishq karenge ada Madine mein
Barah-e-raas hai raahe-e-Khuda Madine mein

Aao Madine chalen, Aao Madine chalen
Isi mahine chalen, Aao Madine chalen
Maikashon aao aao Madine chalen
Dast-e-Saaqi-e-Kausar se peene chalen
Yaad rakho agar (x2), uth gayi ek nazar
Jitne khaali hai sabb jaam bhar jayenge
Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram

Khof-e-toofan hai, bijliyon ka hai darr
Sakht mushkil hai Aaqa kidhar jayen hum
Ap hi agarr na lenge hamari khabar
Hum musibat ke maaray kidhar jayenge
Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram

Ya Mustafa, ya Mujtaba, Eraham-lana, Eraham-lana
Dast-e-hama, bechara ra
Daama tuhi, daama tuhi
Mann aasiyam, Mann ajizam
Mann bekasam, Haal-e-mara
Pursan tuhi, pursan tuhi
Aye Mushtub-e-Zumbar fishaan
Paike Naseem-e-Sub hadam
Aye Charagar Insa-nafas
Aye Muliseh beemar-e-gham
Aye Qaasid-e-parkhundapaye
Tujhko usi gul ki kasam
Innil taya ree has saba
Yauman ila-ardil-Haram
Balligh Salami Roza tann
Fi-han Nabi-al-Mohtaram
Tajdar-e-Haram, ho nigaah-e-karam
Hum ghareebon ke din bhi sanwar jayenge
Haami-e-bekasaan kya kahe ga jahan
Aapke dar se khaali agar jayenge


Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram